Mi 10 launched in India, full specifications and price in India.

           Mi 10 launched in India, full specifications and price in India.

 To dosto jaise ki Maine Kal ek post likhi thi jisme ki maine Samsung S20 Series ke bare main bataya tha. Maine kaha tha ki ye phone smartphones ka King hai. To iss bat ko aur S20 ultra ke compete Karne ke liye Xiaomi be bhi apnaa phone launch kar diya hai jiska ki naam Mi 10 hai. Corona virus ki kaaran ye launch event online stream Kiya gayaa. Jo leaks aur rumours aayi this visahi hai ye phone. Ye bhi confirm ho gaya hai ki ye phone India me bhi aayega.
Mi 10 

          Iss mobile seeing or build quality ki baat kare to isme 6.76 inch kaa AMOLED FHD+ display milta hai. Sabse acchi baat mujhe ye lagi ki isme 80Hz ka refresh rate hai. AMOLED screen ke sath itna refresh rate sochiye aapka daily usage kitna smooth ho jayega is ki vajah se. Kafi bada phone hai ye aur back from dono side Gorilla Glass 6 ka protection milta hai. Overall mobile ke display aur build quality mujhe to kafi pasand aayi.
108MP camera
          Agar iss phone kaa koi sabse achha plus point Kya hai aisa kisine agar mujhe pucha to mere liye iska camera. Issme aapko Quad camre setup milta hai Jisme  108-megapixel primary camera hai f/1.69 aperture ke sath, second 13-megapixel camera hai f/2.4 aperture sath, third 2-megapixel camera f/2.4 aperture sath aura fourth 2-megapixel camera hai f/2.4 aperture ke sath. Isme aapko 10X hybrid zoom milta hai. Ek special baat bata du Kal hi DXO mark ne iss Mi 10 Camera ko world sabhi phones me 1 ranking di hai. Matlab ye phone kafi powerful photo khichta hai. Selfie nikal ne ke liye aapko 20 megapixel ka camera diya hai f/2.0 aperture ke sath. Itne acche sensors aur sath hi Xiaomi ka camera vo bhi feature rich to sochiye dosto kiasi photos hongi aapki. Mi 10 pro me bhi yahi camera setup hai.
No.1 at DOXMARK
          Mi 10 or Mi 10 pro me lage chipset me baare main baat kare to inn dono main Qualcomm ka Snapdragon 865 5G processor laga hai. India me bhi ye phone issi processor par ayenge. 
          Inn dono phone me 4789mAh ki badi battery aati hai. Jisme ki Mi 10 30W fast charging ko support karta hai aur Mi 10 pro 60W fast charging ko support karta hai. Ye dono phones wireless charging ko bhi support karte hai.
5G smartphone with SD865
          Inn phones ki price ke baare main baat kare to ye Mi 10 me teen variant aate hai Jinki Kumar ham Indian rupees main concern kare to ye aati hai:- CNY 3999 (approximately Rs 40,800 ) for the base variant with 8GB RAM and 128GB storage. The other variant with 8GB RAM and 256GB storage comes in at CNY 4299 (approximately Rs 43,500) aur aakhari variant hai 12GB RAM and 256GB storage  CNY 4699 (approximately Rs 47,500). 
Aur Mi 10 pro ki kimate ye hoti hai:-CNY 4999 (approximately Rs 50,500) for the base variant with 8GB RAM and 256GB storage. For CNY 5499 (approximately Rs 55,500), you can get 12GB RAM and 256GB storage in the Mi 10 Pro. The top end variant comes at CNY 5999 (approximately Rs 60,500) and it gets 12GB RAM as well as 512GB storage.
Ye Jo prices maine abhi bataayi ye prices India me badhane wali hai kyuki Jo Xiaome India me head hai Jo ki Manu Kumar Jain hai unhone kaha hai ki ham inn phones ki puri tarah se import Karne wale hai. To dekhenge Xiaomi kya rakhata hai inn phones ki prices. 
          Too Dosto ye phone Xiaomi be sirf Samsung aur OnePlus jaise brands ko beat karne ke nikala hai. Abb Xiaomi ke budget segment se lekar flagship segment Tak Xiaomi ke phones aapko dikhenge.
Too bass dosto asked liye itana hii.
          Agar aapko kuch bhi kharidana ho to hamare page par aakar aap best deals or offers ka maza utha sakate ho. Hamre YouTube channel ko bhi visit kijiye aur subscribe karna naa bhule.
         

Post a Comment

0 Comments